Khizaan k zard patton ko
wo manzar yad karta hai
Usaey kehna bohat Usko
December Yad karta hai
Usey kehna keh Yakh-basta
Hawaein zakhm deti hain
Usey kehna usey ik shaqs
aksar Yad karta hai
Uaey kehna keh Us ko
bhool jana bass se bahar hai
Usey kehna usey koi
brabar Yad karta hai......